🎁 रक्षाबंधन स्पेशल मिठाई *"कलाकंद"* घरीच बनवा फक्त 3 वस्तू पासून !

➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖


आमचे "शिक्षक डायरी मित्र" हे
Android Application डाउनलोड
करण्यासाठी खाली क्लिक करा



[ Click Here to Download ]

Propeller ads से पैसे कैसे कमाए !

Propeller ads से पैसे कैसे कमाए !


Propeller ads kya hai

Aapne dekha hoga jab bhi aap kisi website ke ko open karte hai or us website ke kisi page ya link par click karte hai to ek new tab ya windows me ek or page open ho jata hai, Visheshkar ye Music download karne se related websites me hota hai. Hum ek music download karne jate hai to hamare computer me kai saari links open ho jati hai jisme yah kaam hota hai Porpeller ads ki sahayta se. aap bhi apni website ya blog par propeller ads laga kar apne user ko Propeller ads dwara de gai link par bhej kar paisa kama sakte hai. saath hee saath aap Adsense ki tarah hee Propeller ads bhi laga sakte hai. Propeller ads kaise use kare adsense ke sath

Propeller ads Register करने के लिए निचे क्लिक करे  ⇓ 




Propellerads
Propeller ads kaise use kare adsense ke sath

Propeller ads kaise lagaye apni website par

Propeller ads aapki website ya blog par lagane ke liye aapko propeller ads media par account banana padega yah bahut hee aasan kaam hai aapko https://propellerads.com/ me jakar Register > Publisher select karke apna account banana padega jab aap register > publisher par click karenge to aapko yah form dikhai dega ise bharkar aap apna account bana sakte hai.
Propeller ads kaise use kare adsense ke sath
Yah form wali process karne ke baad aapko ek email milega jisse aapko apka email ID verify karna hoga email verify karne ke baad aap aapko Propeller Ads Account me login kar payenge .

Login karne par aapko yah menu dikhai denge jinki madad se aap aapki website par ads lagana income dekhna, profile aadi kam kar sakte hai aaiye dekhte hai kaise. Propeller ads kaise use kare adsense ke sath
Propeller ads kaise use kare adsense ke sath
Dashboard : yah aapki Propeller account ka home page hota hai yaha aap Today’s Income, this month income, income report, graph aadi dekh sakte hai.
Revenue : Revenue option ki madad se aap aapki imcome report ko detail me dekh payenge ki kitne click hue kab hue or kis din hue aadi.
Sites : Yah option is website ka ek important option hai iske madhyam se aap aapki website add kar sakte hai aap ek se jyada website bhi aapki isi account me add kar sakte hai. website add karne ke baad use verify karna opadta hai uski process thik vaise hee hai jaise humne google search console par padi thi.
Aap is option ke madhyam se apni website ya blog ke liye ad bhi create kar sakte hai yaha aapko Window based or Mobile screen ads banane ka option bhi milta hai
Payment : jaisa ki iske naam se pratit hota hai yaha hum paymet se sambandhit jankari prapt kar sakte hai or hamara bank account bhi yahi se link kar sakte hai.
Referral Program : Referral program ki madad se aap is apni ID se or adhik logo ko bhi add kar sakte hai jisse aapko unki income ka bhi kuch percent milta hai.
News : yah ek blog ki tarah hai Propeller ads se judi nai jankari yaha mil sakti hai.
FAQ : aapke dimag me bahut se question honge propeller ads se related jinka javab yaha mil sakta hai.
Support : Support ki madad se aap Propeller ads se contact kar sakte hai.
Profile : Iski madad se aap apni profile me changes kar sakte hai.

Propeller ads Register करने के लिए निचे क्लिक करे  ⇓ 




Kya Adsense or Propeller ads ko sath me use kiya ja sakta hai . ..?

Jee hana aap adsense or propeller ads ko ek saath use karke dono se income generate kar sakte hai. Isse aapki Income par koi fark nahi padta or bali isse aapki income bhi badti hai.
To dekha aapne kis tarah se Adsense ke saath hum dusre ads bhi use karke paisa kama sakte hai, agar aapko yah post me kuch naya lage ya aapko pasand aaye to ise jarur share kariye or dusre logo ko bhi yah jankari pahuchane me hamari madad kare. Propeller ads kaise use kare adsense ke sath post ya kisi any post se related koi bhi question ho to comment ke madhyam se jarur puche.

Propeller ads Register करने के लिए निचे क्लिक करे  ⇓ 




No comments


animated-button-image-0143


animated-button-image-0143 7,584 दहावी / बारावी पास भर्ती !


animated-button-image-0143

आमचे "शिक्षक डायरी मित्र" हे
Android Application डाउनलोड
करण्यासाठी खाली क्लिक करा



[ Click Here to Download ]



सूत्रसंचालन चारोळ्या !
Powered by Blogger.