🎁 रक्षाबंधन स्पेशल मिठाई *"कलाकंद"* घरीच बनवा फक्त 3 वस्तू पासून !

➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖


आमचे "शिक्षक डायरी मित्र" हे
Android Application डाउनलोड
करण्यासाठी खाली क्लिक करा



[ Click Here to Download ]

Earn from PopAds

 Tips PopAds Kya Hai PopAds Se Paise Kamana

【  Register Here 】

Online Paise kaise kamaye ? or Google AdSense se paise kaise kamaye ? iske bare me bahut kuch logo ko nahi pata or kuch ko pata bhi hai. Google AdSense se paise kaise kamaye iske bare me maine pahle bhi aapko kai articles se bataya hai. Now aaj mai aapko popads ad network ke bare me bataunga. PopAds.Net kya hai or isse paise kaise kamaye jate hain.
Content List:-
1. PopAds Kya Hai ?
2. PopAds Kaise Kam Karta Hai ?
3. PopAds Par Register Kaise Kare ?
4. PopAds Par Blog Kaise Submit Kare ?
5. PopAds.Net Se Paise Kaise Kamaye ?
6. PopAds Vs Google AdSense ?
7. Kya PopAds Network Ko AdSense ke Sath Use Kar Sakte hain ?
8. PopAds Se Payment Withdrawal Kaise Kare ?
9. Final Word About PopAds.
Ji ha dosto aaj internet ke history me pahli bar aapko PopAds network ke bare me PopAds network se Online paise kamane ke bare me puri jankari hindi me di jaegi. aapko en 9 steps se bataya jaega ki aap kaise PopAds Ad network se paise kama sakte hain ? to chaliye ab aage ki process step wise step padhte hain –

POPADS KYA HAI ?

jahir si bat hai dosto aap sabhi soch rahe honge ki aakhir PopAds ad network kya hai ? or ye har ek blogger ke liye kitna jaruri hai ? dosto jaisa ki aap Google AdSense ke bare me jante hain ki Google AdSense hame Online paise kamane ki suvidha deta hai thik usi parkar PopAds bhi aapko yahi suvidha deta hai. PopAds ek most popular ads network hai jisse hum blogging me apne blog se ek aache kamai kar sakte hain. jis tereh se hum 1000$+ paise har mahine apne AdSense account se kamate hain thik usi tereh hum PopAd se bhi kama sakte hain. bas aapko jarurat hogi ek aache se blog ki or thodi se es ad network ko samjhne ki.PopAds ek 100% trusted world famous Ad network hai. yaha har country ke blog ke liye CPM alag se hoti hai or ye PopAds Ad network CPM par kam karta hai na ki CPC. to aaj hi apne blog ko Pop Ads par free me register kare or PopAdsplatform se paise kamana suru kare

2. POPADS KAISE KAM KARTA HAI ?

waise to Pop Ads lagbhag Google AdSense je jaisa hi ek Online advertising system hai jisse har koi apne blog se blogging me paise kama sakta hai lakin PopAds ke kam karne ka tarika Google AdSense se bilkul alag hai. Google AdSense CPC par kam karta hai or PopAds CPM par. darasal jab hum Google AdSense ke ads apni blog par show karate hain to visitors ke ads par click karne ke hame paise milte hain jabki PopAds me aisa nahi hai. Pop Ads ke ads par aapke visitors ko click karne ki jarurat nahi hogi. or na hi aapko PopAds se paise kamane ke liye click chahiye.
PopAds aapki website ya blog ki traffic ke hisab se aapko payment karta hai. aapke visitors jitne jyada honge aapki Pop Ads se earning utni hi jyada hogi. PopAdsAd network ke ads aapko apne blog par dhikhaye nahi denge. manlo aapke visitors 5000/- Per day hain to aapki PopAds se ek aachi kamai ho sakti hai. isme aapko CPC ki bhi koi problem nahi hogi.

3. POPADS PAR REGISTER KAISE KARE ?

PopAds par register karne ke liye yaha mai aapko step wise step full guide karunga taki aage aapko koi problem na ho. to chaliye jante hain ki PopAds par id kaise banaye –
• First, aap sabhi niche diye gaye link par click kare or PopAds Ad network par jaye.
【 Register Here 】
• Ab aap Apni Email id, Apna Name, Mobile Number, Se register kare.
• Aapko kuch Time bad ek verification email aayega usko verify kare.
• dhyande abhi sirf aapka account verify hua hai aapko blog submit nahi. blog submit karne ke liye next step padhe.
• Done! aapne abhi PopAds Ad network par apna registration pura kar liya hai. Thats it.
4. PopAds Ad Network Par Blog Submit Kaise Kare ?
Jab aap PopAds.net par apna registration pura kar lete hain to uske bad bat aati hai Pop Ads par apne blog ko submit karne or PopAds advertising code lene ki. isle liye bhi mai aapko kuch steps batata hu jinko aap dhyan se padhe or aage badhe –
• Apne PopAds.net account me login kare.
• aap apne Dashboard par click kare.
• yaha aap Add Website par click kare.
• Now, apne blog ka title or url enter kare.
• Than, apne blog ke liye best categories ka selection kare or submit kare.
• Iske bad aapko ek message milega ki aapne abhi apne blog ko PopAds ad network par submit kiya hai. ye process 24 hours me hamare kisi executive ke dawara dekhi jaegi tab aapka blog verify hoga.
• matlab ki ab aapke blog ka final submission Pop Ads executive karega jisme 24 hours ka time lag jata hai.
• jab aapka blog finally verify ho jaega tab aapko mail se suchit kiya jaega.

5. POPADS.NET SE PAISE KAISE KAMAYE ?

PopAds se paise kamane ke 2 tarike hain. i think ki ek to aap sabhi jante hi honge ki Pop Ads code ko apne blog me lagakar hum paise kama sakte hain lakin dusre ke bare me sayed hi koi janta hoga. lakin yaha mai aapko endono ke bare me bataunga. aap PopAds refer and earn se bhi paise kama sakte hain. ji ha kyonki Google AdSense me refer and earn ka koi option nahi hai lakin PopAds me aap PopAds refer And earn system se aachi kamai kar sakte hain.
yaha mai aapko blog me PopAds code kaise add kare or blog me PopAds ad code kaha add kare iske bare me full sticky tor se bataunga –
• jab aapka blog PopAds executive verify karle tab apne Dashboard me jaye.
• yaha aap ab code Generator par click kare.
• aapko yaha apna PopAds code milega usko Copy karle.
• Es PopAds ad code ko apni website ya blog ke Head section me jakar paste kare.
• That’s it. Ab aapko Pop Ads se earning hona suru ho jaegi.
• Aapke blog par PopAds ads sahi se kam karraha hai ya nahi iski jankari ke liye aap Troubleshooter ka istemal kare.
• sabse pahle aap “Dashboard” Par click kare.
• Now, “Troubleshooter” par click kare.
• yaha apne blog ka url enter kare.
• ab agar aapke code me koi error hoga to yaha aapko bata diye jaega ki kaha error hai or isko kaise solve karna hai.
• Enjoy Earning From PopAds Ad Network.
6. POPADS VS GOOGLE ADSENSE :-
jaisa ki mai aapko pahle bhi bata chuka hu ki PopAds or Google AdSense dono hi kisi bhi blogger ke liye kamai karne ke 2 important option hain. lakin dono ke kam karne or dono se paise kamane ka tarika bilkul alag hai. Google AdSense Ads par click ke hame paise deta hai or Pop Ads Hamare traffic ke hame paise deta hai.
Adsense ke ads par jitne jyada click honge hamari earning utni hi jyada hogi lakin iske thik opposite PopAdsad network ke ads par click ki jarurat nahi hoti. hamare blog par jitne jyada visitors honge, jitna jyada traffic hamare blog par hoga Pop Ads se hame utna hi fayda milenge or hamari earning increase hogi.
Ye ek major different hai PopAds ad network or Google AdSense ad network me. waise dono ad network hi 100% trusted or both are the best network hain duniya me. Google AdSense me minimum payout 100$ hai jabki Pop Ads me minimum payout only 5$ hai.
7. KYA POPADS NETWORK KO GOOGLE ADSENSE KE SATH USE KAR SAKTE HAIN ?
Ye ek aisa question hai jo har kisi blogger ke dimag me hota hai or jaruri bhi hai. kyonki kuch AdSense policies or kuch ad networks ki ye policies hoti hain ki usko istemal karte hue aap kisi or ad network ke ads apne blog par nahi laga sakte. lakin yaha mai aapko batana chahunga ki aap apne blog me en dono Pop Ads ad network or Google AdSense ke ads ko ek sath laga sakte ho.
PopAds ke ada or Google AdSense ke ads ek sath istemal karne par aapko koi problem nahi hogi or ma hi aapka koi ad network block hoga. balki aap dono se aachi kamai kar sakte hain.
aisa karne par aapko double fayda milega. jaise ki manlo ki aapke blog par 5000+ visitors hain Rojana ke or aapko click bahut kam mil rahe hain to jahir si bat hai aapko AdSense se kamai bhi kam hogi. chaliye jo AdSense se horahi hai wo to hoti hi rahegi lakin agar aapne PopAds sath me use kiya to aapke 5000+ visitors per day hone ka fayda aapko PopAds dega or apaki PopAds se bhi earning suru ho jaegi. ab aapki pahle ke mukable apne blog se earning double ho jaegi.
8. PopAds Se Payment Withdrawal Kaise Kare ?
PopAds me jab aapki earning minimum payout 5$ pahuch jaye tab aap apne bank account me en 5$ ko withdrawal kar sakte hain. AdSense me jab hamare account me 100$ honge tabhi hame payment milega lakin PopAdsme 5$ ko hi hum payout kar sakte hain. ye ek important cheez hai jo har kiai blogger par PopAds ad network ke liye ek positive point create karti hai.
jab aapka payment PopAds account me 5$ ho jaye tab Payout par click kare or apne sabhi details fill karke apna withdrawal pura kare. isme ek bat or hai ki aapka withdrawal 24 hours me pura ho jaega. aapko Google AdSense ki tereh 15 din ka wait bhi nahi karna padega. isliye Pop Ads ek bahut aacha ads platform hai.
9. Final Word :-
Yaha mai apne final word un sabhi blogger keliye kehna chahunga jo blogging me naye hain or jinko Online paise kamane ke bare me jyada nahi pata hai. or jinka AdSense account block ho gaya hai ya AdSense account approve nahi ho raha hai wo PopAds ad network ek bar istemal karke jaruri dekhe kyonki PopAds is one of the best ad network in world.
Dosto Mujhe umeed hai aapse, unsabi bloggers se jinhone es article ko padha or aache se PopAds ad network ke bare me jana. maine yaha aapko PopAds ad network ke bare me puri jankari bahut sticky bataye hai. lakin fir bhi agar aapko koi question puchana ho to aap bilkul aaram se mujhe comment kar sakte hain. Hame Support kare or Article ko apne Facebook or WhatsApp par share kare.
【 Register Here 】

@

1 comment:


animated-button-image-0143


animated-button-image-0143 7,584 दहावी / बारावी पास भर्ती !


animated-button-image-0143

आमचे "शिक्षक डायरी मित्र" हे
Android Application डाउनलोड
करण्यासाठी खाली क्लिक करा



[ Click Here to Download ]



सूत्रसंचालन चारोळ्या !
Powered by Blogger.